ME AND MY PEN
RAFTAAR
Me And My Pen Lyrics: The song is sung by Raftaar and Shah Rule, and has music by Raftaar and Shah Rule while Raftaar and Shah Rule have written the Me And My Pen Lyrics. .
"ME AND MY PEN" SONG INFO
Singer: Raftaar, Shah Rule
Album: Mr. Nair
Lyricist: Raftaar, Shah Rule
Music: Raftaar, Shah Rule
ME AND MY PEN LYRICS – RAFTAAR
Yeh bole dil ne, vil ne
Apnee ko dil ne, kill ne
Door se aate jo milne
Milke bole woh problem phiir lene
Woh tere gaane hain end
Katil terii yeh pen
Sabkaa shukriyaa
Woh tere gaane hain end
Katil terii yeh pen
Sabkaa shukriya
Yeh bole dil ne, vil ne
Apnee ko dil ne, kill ne
Door se aate jo milne
Milke bole woh problem phiir lene
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriyaa
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriyaa
Haanji haanji chahungaa main farmana
Ke likhne se matlab hai
Dikhne se matlab hai
Likhne se dikhne pe mile jo dhan
Ussee mere saare poore ho jaate maqasad hain
Hoon main mutasid par main hi munasib
Media mein Khalid par dil se main Ghalib
Walid mere ab tareefein karein
Bolein sochaa nahi tha ke niklegaa wajib
Ke ghar mein chala dunga
Apnaa hi nahi main auron ka bhi
Apne parayee aur choron ka bhi
Hisab videsh ke dauron ka nahi
Kissa hai baatom ka shoron ka nahi
Masla hai sach ka chhichhoron ka nahi
Yeh apnii hi sochein bas auron ka nahi
Yeh desi rap hai kaale goron ko nahi
Yeh bole dil ne, vil ne
Apne ko dil ne, kill ne
Door se aate jo milne
Milke bole woh problem phiir lene
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriyaa
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriyaa
Yeh bole dil ne, vil ne
Apne ko dil ne, kill ne
Door se aate jo milne
Milke bole woh problem phiir lene
Woh tere gaane hain end
Katil terii yeh pen
Sabka shukriyaa
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Jisne bhi pakki siyahi nama likhayaa
Ya chhatii pe banwaya chehra mera
Ke jisne bhi dil se hai samjha mujhe
Unse mile bina rishta gehraa mera
Sar na jhukega, sar na jhukega
Khudii likhega yeh sar na rukega
Lohe ko baaton se doonga gala
Khuud ko hi roz main deta salaah hoon
Ke apne se chhot emein taakat bharo
Mata pita ki hifazat karo
Buzdil nahi ke himakat karoon
Banke baaki main sachchi sahadat karoon
Ghar pe daawat rakhun sabko bulaun
Main sadkon pe gaaun na sadkon pe aaun
Dil na dukhaun na apne sataun
Main chalaa bhi jaaun to yaad mein aaun
Yeh bole dil ne, vil ne
Apne ko dil ne, kill ne
Door se aate jo milne
Milke bole woh problem phiir lene
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriyaa
Woh tere gaane hain end
Katil terii yeh pen
Raftaar, Shah Rule
MORE SONGS FROM 'MR. NAIR'
MOVE - RAFTAAR
DAMN - RAFTAAR , KRSNA
DRAMA - RAFTAAR
No comments:
Post a Comment