Damn Lyrics

 Damn

Raftaar

Damn Lyrics: The song is sung by Raftaar and Kr$na, and has music by Raftaar while Raftaar and Kr$na have written the Damn Lyrics. The music video of the Damn song is directed by Sachadawg, and it features Raftaar, Kr$na  Ankit Khanna
   Damn Lyrics



Yeah yeah...

Kabhi kabhi mujhe lage mere pichhe ek saaya
Jo aaya hai mujhe bataane ki
Woh aage zyaada jo chaate zamaane ki
Lat badi lagi jinhe auron ka khaane ki
(Haan!)


Kitnaa hi khaa lenge haan
Kitna bacha lenge haan
Yeah yeah yeah..


Bhaage jo bawarchi inke
Khud ka bana lenge kyaa (kya kya)
Khudko sambhalenge kyaa
Ye karma mitayenge haan
Khud jo hain ghar pade woh
Humko woh ghar bithaa lenge kya
Par mujhe kyaa mujhe kyaa
Main kisi ki ni sunta
Mujhe poore karne armaan ghar ke
Aur sapne jo main bunta
Kaafii dabi padi mere dil mein hai baatein
Dill se na nikle woh studio ki raatein
Aayi gayi jaane kitni hai barsaat
Jo pehle mere bhai the wo ab bhi mere saath hain
Yeah!
Aankhein milaoge na ya aankhein churaoge haan
Sabse banaate ho baatein khudko bana loge kya


Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn, yea yea
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn, yea yea


Par ab main deta ni time
Haan ab main deta ni time, yea yea
Par ab main deta ni time
Haan ab main deta ni time, yea yea


Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn
(I don't give a damn)
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn
(I don't give a damn)

(KR$NA)
Samajh nahi paate
Mujhe ye samajh nahi paate
Karte ye bhasad ki baatein
Par chashme laga ke bhii ye nazar nahi aate
Main toh deta nahi damn
Karne mein khatam main leta ni time
Saath mein laya ye wali gang
Kalamkaar meri ek aadhii fam (aye)
Rakhu main paas
Kareeb jo mere hain khaas
Baaki na karta bardaasht
Gaano mein chhodu main laash
Antim ardaash
Paisa hai paas
Ab merii zubaan ka inko to samjh nahi aata
Aaj jo kara hai
Kisi ka namak nai khata
Kehna jo kehn do (kehn do)
Milta nahi chain aise django
Hater hain sekdon
Par main hoon thankful
Karun main handle
Shukriya fans ko (fans ko)
Bante aaj fans bro
Bante aaj fans bro
Trap jaise band ho muskuraata
Jab jaat hoon bank ko


Kyunki mein deta nahi damn
Kyunki mein deta nahi damn (deta nahi damn)
Kyunki mein deta nahi damn
Kyunki mein deta nahi damn (deta nahi damn)


Par ab mein deta nahi time
Ha mein ab deta nahi time (yeah, yeah)


Kyunki mein deta nahi damn
Kyunki mein deta nahi damn
(I don’t give a damn)
Kyunki mein deta nahi damn
Kyunki mein deta nahi damn
(I don’t give a damn)


Par mein ab nahi deta time
Par ab mein deta nahi time (yeah, yeah)


Ghaar pe lambi gaadi
Ghaar mein bakse mein hai rolly
Rehta apne triip mein
Par main khata nahi Molly
Studio hai ghar mein office 200 meter door
Boli meri meethi par main haathon se mazdoor


Na na (na na)
Mere aage zor na chala
Na na (na na)
Le le ye free ki slaah
Haan haan
Manta merii kahan
Haan haan
Sab tu bhulate jaa
Dushman ko gale laga

Being an artist
Being me
That was my best excuse for being crazy





"DAMN" SONG INFO
Singer: Raftaar, Kr$na
Album: Mr. Nair
Lyricist:  Raftaar, Kr$na
Music:  Raftaar
Director:  Sachadawg
Cast Raftaar, Kr$na, Ankit Khanna
Director Of Photography Francis Lane
Genre Hip-Hop (Rap)
Music Label Zee Music Company



MORE SONGS FROM 'MR. NAIR'

MOVE - RAFTAAR






No comments:

Post a Comment